2- samajh rahe ho na.
3-yahi चार-पांच Sal Tera 50 salon ka future Tay karege.
4- Jo Tera goal hai uske upar kam shuru kar do Varna bahut deri ho jayegi.
5-kyunki 4-5 Sal bad log tumhara ladkiyon ka status Nahin puchenge matlab tumhari Jindagi Ka status puchenge.
6- Jindagi ke teen kimati hire kabhi kisi ke pass Nahin rahte.
• pahla tumhare chehre Ka Nur
• dusra tumhari javani
• Aur teesra tumhare man Baap
Yah teen kimati hire dost tujhe Kabhi Nahin milenge agar Inka samay Gaya chala to.
Isliye main Kah Raha Hun jo karna hai abhi kar lo na.
Abhi to tum sirf 18 sal ke ho.
Aage Tum bahut mere se bhi samajhdar ho.
Tumhara dost bolata hun bhai Singam.
Thanks.

goodrostedrosted@gmail.com